
Baadal pe chalke aa Sawan mein dhalke aa Baadal pe chalke aa Sawan mein dhalke aa Saanson se meri nikal ke aa Baahon se meri machal ke aa Baadal pe chalke aa Sawan mein dhalke aa Saanson se meri nikal ke aa Baahon se meri machal ke aa Baadal pe chalke aa Sawan mein dhalke aa Shakhon pe lehraye mausam hare hare Chandi si barsaye baadal bhare bhare Ho shakhon pe lehraye mausam hare hare Chandi si barsaye baadal bhare bhare Bheegi huyi in fizaon mein Aankon se dil mein sambhal ke aa Baadal pe chalke aa Sawan mein dhalke aa Main hoon teri zameen tu mera aasmaan Tu meri aarzu main teri jaane jaan Toot’ti hai dhamak banke angdaiyan Aao baahon mein bhar lein tanhaiyan Main hoon teri zameen tu mera aasmaan Tu meri aarzu main teri jaane jaan Aanchal ki chanchal hawaon mein Hothon pe geeton sa dhal ke aa Baadal pe chalke aa Sawan mein dhalke aa Seeshe si baahon pe boondein ruki ruki Palkon pe sharmaye raatein jhuki jhuki Palkon pe sharmaye raatein jhuki jhuki Seeshe si baahon pe boondein ruki ruki Zulfon ki kaali gataon mein Mujhmein nashe sa pighal ke aa Baadal pe chalke aa Sawan mein dhalke aa Saanson se meri nikal ke aa Baahon se meri machal ke aa Baadal pe chalke aa Sawan mein dhalke aa Baadal pe chalke aa Sawan mein dhalke aa Baadal pe chalke aa Sawan mein dhalke aa. Baadal Pe Chalke Aa Lyrics from Vijay is Hindi song sung by Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar and music is given by Shiv-Hari. Baadal Pe Chalke Aa song lyrics are written by Muqtida Hasan Nida Fazli.
Comments
Comments are disabled for this post.