
Har dil jo pyar karega woh gana gayega Har dil jo pyar karega woh gana gayega Deewana saikadon mein pehchana jayega Deewana saikadon mein pehchana jayega Deewana Aap hamare dil ko chura ke Aankh churaye jaate hain Yeh ik tarfa rasam-e-wafa hum Phir bhi nibhaye jaate hain Chahat ka dastoor hai lekin Aap ko hi malum nahi Jis mehfil mein shama ho parwana jayega Deewana saikadon mein pehchana jayega Deewana Har dil jo pyar karega woh gana gayega Deewana saikadon mein pehchana jayeHar Dil Jo Pyar Karega Lyrics from Sangam is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh and Mahendra Kapoor. Har Dil Jo Pyar Karega song lyrics are written by Shailendra Singh while its music is given by Shankar and Jaikishan.
Comments
Comments are disabled for this post.