
Likhe jo khat tujhe wo teri yaad mein Hazaron rang ke nazaare ban gaye Likhe jo khat tujhe wo teri yaad mein Hazaron rang ke nazaare ban gaye Savera jab hua to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe Koyi naghma kahin goonja Kaha dil ne yeh tu aayi Kahin chatki kali koyi Main yeh samjha tu sharmayi Koyi kushboo kahin bikhri Laga yeh zulf lehraayi Likhe jo khat tujhe wo teri yaad mein Hazaron rang ke nazaare ban gaye Savera jab hua to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe Fiza rangeen, adaa rangeen Yeh ithlana, yeh sharmana Yeh angdayi, yeh tanhaai Yeh tarsa kar chale jaana Bana dega nahi kisko Jawan jaadu yeh deewana Likhe jo khat tujhe wo teri yaad mein Hazaron rang ke nazaare ban gaye Savera jab hua to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe Jahan tu hai, wahan main hoon Mere dil ki tu dhadkan hai Musafir main tu manzil hai Main pyasa hoon tu sawan hai Meri duniya yeh nazrein hain Meri jannat yeh daaman hai Likhe jo khat tujhe wo teri yaad mein Hazaron rang ke nazaare ban gaye Savera jab hua to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe. Likhe Jo Khat Tujhe song belongs to the Mohan Sehgal’s film Kanyadaan starring Shashi Kapoor, Asha Parekh, Sayeeda Khan and Om Parkesh. Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics are penned by Neeraj while this track is sung by Mohammad Rafi.
Comments
Comments are disabled for this post.