
Mil gaye dil ab to khul ke mil zara Mil gaye dil ab to khul ke mil zara Na ji na Na ji na yeh kaam hai mushkil zara Jaan lele dede wapas dil zara Na ji na yeh kaam hai mushkil zara Mil gaye dil ab to khul ke mil zara Na ji na yeh kaam hai mushkil zara Hath mera chhod saiyan Sharm se main mar chali Hath mera chhod saiyan Sharm se main mar chali Tu hai koyi tez kaanta Main badi naazuk kali Naazuk kali main naazuk kali Aye kali ab phool ban ke khil zara Na na na na Na ji na yeh kaam hai mushkil zara Mil gaye dil ab to khul ke mil zara Na ji na yeh kaam hai mushkil zara Laut jaaun ya main barsun Ban ke sawan ki jhadi ho Laut jaaun ya main barsun Ban ke sawan ki jhadi Kya karun jaaun kahan main Raste mein hoon khadi Raste mein hoon khadi Main hoon khadi Badh ke chhu le apni tu manzil zara Na na na na Na ji na yeh kaam hai mushkil zara Mil gaye dil ab to khul ke mil zara Na ji na yeh kaam hai mushkil zara Ek bas teri tamanna Dil ke har armaan mein Ek bas teri tamanna Dil ke har armaan mein Aa zara le jayein kashti Pyaar ke toofan mein Toofan mein toofan mein Chhod toofan ko dikha sahil zara Na ji na yeh kaam hai mushkil zara Jaan lele dede wapas dil zara Na ji na yeh kaam hai mushkil zara Mil gaye dil ab to khul ke mil zara Na ji na Na ji na yeh kaam hai mushkil zara. Mil Gaye Dil Ab To Khul Ke Mil Zara Lyrics from Agnee is Hindi song sung by Alka Yagnik, Mohammed Aziz and music is given by Laxmikant Pyarelal. Mil Gaye Dil Ab To Khul Ke Mil Zara song lyrics are written by Anand Bakshi.
Comments
Comments are disabled for this post.