
Yeh din kyon nikalta hai Yeh raat kyon hoti hai Yeh peed kahan se uthti hai Yeh aankh kyon roti hai Mohabbat hai kya cheez Mohabbat hai kya cheez humko batao Mohabbat hai kya cheez humko batao Yeh kisne shuru ki.. Kisne shuru ki hamein bhi sunao Mohabbat hai kya cheez Mohabbat hai kya cheez humko batao Kisne shuru ki hamein bhi sunao Mohabbat hai kya cheez Mohabbat hai kya cheez Shaam tak tha ek bhanwara Phool par mandala raha Raat hone par kamal ki Pankhadi mein band tha Qaid se chhoota subah to Humne poochha kya hua Kuchh na bola, kuchh na bola Kuchh na bola apni dhun mein Bas yehi gata raha Mohabbat hai kya cheez humko batao Yeh kisne shuru ki hamein bhi sunao Mohabbat hai kya cheez Mohabbat hai kya cheez Dehakata hai badan kaise Sulagati hain yeh sansein kyon Yeh kaisi aag hoti hai Pighalti hai yeh shamma kyon Dehakata hai badan kaise Sulagati hain yeh sansein kyon Yeh kaisi aag hoti hai Pighalti hai yeh shamma kyon Jal uthi shama to machal kar Parwana aa gaya Aag ke daaman mein Apne aap ko lipta diya Humne poochha doosre ki Aag mein rakha hai kya Kuchh na bola, kuchh na bola Kuchh na bola apni dhun mein Bas yehi gata raha Mohabbat hai kya cheez humko batao Yeh kisne shuru ki hamein bhi sunao Mohabbat hai kya cheez Mohabbat hai kya cheez Nasha hota hai kaisa Behakate hain kadam kaise Nazar kuchh bhi nahi aata Yeh masti kaisi hoti hai Ek din guzre jo hum Maikade ke mod se Ek maikash za raha tha Mai se rishta jod ke Humne poochha kis liye tu Umra bhar peeta raha Kuchh na bola, kuchh na bola Kuchh na bola apni dhun mein Bas yehi gata raha Mohabbat hai kya cheez humko batao Yeh kisne shuru ki hamein bhi sunao Mohabbat hai kya cheez humko batao Yeh kisne shuru ki hamein bhi sunao Mohabbat hai kya cheez Mohabbat hai kya cheez Mohabbat hai kya cheez. Mohabbat Hai Kya Cheez Lyrics of Prem Rog: Mohabbat Hai Kya Cheez is a beautiful hindi song from 1982 bollywood film Prem Rog. This song is composed by Laxmikant and Pyarelal. Lata Mangeshkar and Suresh Wadkar has sung this song. Its lyrics are written by Santosh Anand.
Comments
Comments are disabled for this post.