
Na jaane kyun hota hai Yeh zindagi ke sath Achanak yeh man Kisi ke jaane ke baad Kare phir uski yaad Chhoti chhoti si baat Na jaane kyun Jo anjaan pal dhal gaye kal Aaj woh rang badal badal Man ko machal machal Rahe hain chhal na jaane kyun Woh anjaan pal dhal gaye kal Aaj woh rang badal badal Man ko machal machal Rahe hain chhal na jaane kyun Woh anjaan pal Saje bina mere nainon mein Toote re haaye re sapnon ke mehal Na jaane kyun hota hai Yeh zindagi ke sath Achanak yeh man Kisi ke jaane ke baad Kare phir uski yaad Chhoti chhoti si baat Na jaane kyun Wohi hai dagar wohi hai safar Hai nahi sath mere magar Ab mera humsafar Idhar udhar dhoondhe nazar Wohi hai dagar wohi hai safar Hai nahi sath mere magar Ab mera humsafar Idhar udhar dhoondhe nazar Wohi hai dagar Kahan gayi shamein madbhari woh meri Mere woh din gaye kidhar Na jaane kyun hota hai Yeh zindagi ke sath Achanak yeh man Kisi ke jaane ke baad Kare phir uski yaad Chhoti chhoti si baat Na jaane kyun. Na Jaane Kyun Hota Hai Lyrics from Chhoti Si Baat is Hindi song sung by Lata Mangeshkar and music is given by Salil Chowdhury. Na Jaane Kyun Hota Hai song lyrics are written by Yogesh Gaud.
Comments
Comments are disabled for this post.