Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke Lyrics

Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke Lyrics

Panchhi nadiya pawan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Panchhi nadiya pawan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhadein insaanon ke liye hain Socho tumne aur maine Kya paya insaan hoke Panchhi nadiya pawan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhadein insaanon ke liye hain Socho tumne aur maine Kya paya insaan hoke Jo hum donon panchhi hote Tairate hum is neel gagan mein Pankh pasaare Saari dharti apni hoti Apne hote saare nazaare Khuli fizaaon mein udte Khuli fizaaon mein udte Apne dil mein hum sara pyaar samo ke Panchhi nadiya pawan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhadein insaanon ke liye hain Socho tumne aur maine Kya paya insaan hoke Jo main hoti nadiya ar tum Pawan ke jhonke to kya hota O.. jo main hoti nadiya ar tum Pawan ke jhonke to kya hota Pawan ke jhonke nadi ke tan ko Jab chhoote hain Pawan ke jhonke nadi ke tan ko Jab chhoote hain Laharein hi laharein banti hain Hum donon jo milte to kuchh aisa hota Sab kehte yeh lahar lahar jahan bhi jaaye Inko na koi toke Panchhi nadiya pawan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhadein insaanon ke liye hain Socho tumne aur maine Kya paya insaan hoke Panchhi nadiya pawan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke. Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke Lyrics of Refugee (2000) is penned by Javed Akhtar, it’s composed by Anu Malik and sung by Alka Yagnik and Sonu Nigam.

0
Like
Save

Comments

Comments are disabled for this post.