
Chori chori duniya ki nazron se Hoti hai batein jo naino ki Neende bhi chura ke woh le gayi Jaagi jaagi ratein naino ki Yun sadgi se tera muskana Karde mujhe deewana Dil mein basi hai tu Awargi ka tu hi bahaana Lapta rahun rozaana Iski wajah bhi hai tu Main tainu pyar karda aan Tere sadke main jawa Main tainu pyar karda aan Main vaari jawa Tu mainu pyar kardi hai Tere sadke main jawa Main tainu pyar karda aan Main vaari jawa Tera khyaal kahe Mujhmein hai reh raha haye De rahe gawaahi zameen Dekho aasman keh raha Tujhko hi dil yeh awaz lagaye Teri hi khwab sajay. Pyar lyrics – Abdu Rozik : Get lyrics and music video of this beautiful song here on LyricsBell.com
Comments
Comments are disabled for this post.