Sach Mere Yaar Hai Lyrics

Sach Mere Yaar Hai Lyrics

Sach mere yaar hai Bas wohi pyaar hai Jiske badle mein koi to pyaar de Baaki bekar hai Yaar mere, ho yaar mere Sach mere yaar hai Bas wohi pyaar hai Jiske badle mein koi to pyaar de Baaki bekar hai Yaar mere, ho yaar mere Jis haath mein ik haath hai Us haath ki kya baat hai Kya faasle, kya manzilen Ik humsafar gar saath hai Jiski kismat koyi yun sanwar de Wohi hi dildar hai Yaar mere, ho yaar mere Jhoome zameen, jhoome gagan Tere liye hoke magan Khilte rahein sapne tere Mehka rahe dil ka chaman Zindagi tujhko aisi bahaar de Dil ki pukaar hai Yaar mere, haan yaar me. Sach Mere Yaar Hai Lyrics from 1985 film Sagar is written by Javed Akhtar. It is picturised on Kamal Haasan. Music is from R. D. Burman and S. P. Balasubramaniam has sung it.

0
Like
Save

Comments

Write a comment